(Rythm: Na Jaao Saiyaan Churha ke Bahiyaan Kasam tumhari...)

Na Ghumaao Saiyaan Mujhe yoon Paiyaan
Kasam se, Tumhaara main Sar Phod Doongi....Phod Doongi!
Ke Chal Pada jo yeh haath mera
Na Jaane phir main tumhaara haal kya karoongi...Kya karoongi!
Ubal Pada jo gussa yeh mera,
Tumhen Maar doongi Main Khud Na maroongi!...Na Maroongi!
Car mein le ke Ghumaane jaao to Phir Preetam,
Kuchh na Kahoongi Main Khush Rahoongi...Khush Rahoongi!!!