Saamnay hai jo usay log bura kehtay hain,
Jisko dekha hi nahin usko khuda kehtay hain !
Faasiley umar kay kuch aur barha deti hai,
Jaaney kyon log usey phir bhi dava kehtay hain !
Chand masoom say paton ka lahoo hai `khamosh',
Jisko mahboob kay hathon ki heena kehtay hain !
Bahut khoob.....................................