Raat phaili hay teray surmai aanchal ki tarah
Chaand nikla hay tujhay dhoondnay pagal ki tarah
Zerd patton ki tarah Log uray jaatay hain
Sheher bhe ab to nazar aata hay Jungal ki tarah.
Bewafayon say wafa ker kay guzaari hay Hayaat
Main baresta raha weeranon main baadal ki tarah.
Raat phaili hay teray surmai aanchal ki tarah
Chaand nikla hay tujhay dhoondnay pagal ki tarah
Bahut khoob..........
Nice sharing.............