Is poetry ko apni web me jagh dene ke liye shukragujar hun.Bahot achi website hai Oyepakistan .kumarpraveentyagi
tumhe yeh dard likhna hai
tumhara
bhool jana bhi
tumhara yaad aana hai
chalo aisa karen jana ..chalo aisa karen jana......
bhulane ki kasam ko ab
naya ak naam de len hum
muje shikwa n ho koi
tumhe bhi ranj n hoga
badlate waqt aur halaat ko iljam de len hum
jahar ki ak pudia tum
bache khwabon ko de dena
jahar ki ak pudia main
bache khwabon ko de dunga
tu shayd bhool jain hum..tu shayd bhool jain hum
bacha kar kuch nahi rakhna ...bacha kar kuch nahi rakhna
tumhe ye dard likhna hai
tumhara bhool jana bhi
tumhara yaad aana hai
Is poetry ko apni web me jagh dene ke liye shukragujar hun.Bahot achi website hai Oyepakistan .kumarpraveentyagi
Nice sharing.....................